ek - khoobsurat sa chehra,jiska mujhe barson se intjaar tha- aaj- acahanak hi mujhe vo mil gaya nigahon se hingahein,milte hi ye, dil aise dharka ki mujhe laga jiski talash thi vo hansi dost mujhe mil gaya hai haan- vo mujhe mil gaya hai
kabhi palkein tak nahin utha pate ,kabhi aankhon se kuch kah jate ho kabhi jubana tak nahin kholte ,aur kabhi bin kahe hi,itna kuch kah jate ho samajh main nai ati adayein tumhari,kabhi itni door se nikalte ho aur kabhi ake takra jate ho